Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao hum bhi hain dil ke shaah jahaan pyaar pe sab kuchh hai kurbaan hoo hum bhi hain dil ke shaah jahaan are pyaar pe sab kuchh hai kurbaan zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi zara si hai gareebi yahi hai kam naseebi ki unse abhi na huyi pehchaan yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao aapki daulat zindabaad aapki jaiben zindabaad imaan ki kahenge kahenge phir kahenge imaan ki kahenge kahenge phir kahenge ki pet ye paapi murdabaad yaaro surat humaari pe mat jaao yaaro surat humaari pe mat jaao yahaan bhi dil hai yun humse na katraao yaaro surat humaari pe mat jaao jaane kaisa hai ye jahaan jeena mushkil maut aasaan oo jaane
ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan guzre nazar se phool kayi tujhsa gulaab kahaan ho yaar mere main nisaar tere tujh pe sitaare hain fidaa sitaaron ki tamanna haii tere aanchal mein chhup jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal paa ke rahunga pyaar tera aaj nahin to kal yaar mere main nisaar tere tujh pe bahaarein hain fidaa baharon ki tamanna hai teri chaahat mein lutt jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein
yaaron ne mujhko bulaaya jaan hatheli pe le aaya waqt koi bhi tha main aaya maine waada nibhaaya honthon pe dua hardum ye rahi tere ek ghum pe sau khushiyaan meri hon nisaar yaaron ne mujhko bulaaya jaan hatheli pe le aaya waqt koi bhi tha main aaya maine waada nibhaaya honthon pe dua hardum ye rahi tere ek ghum pe sau khushiyaan meri hon nisaar ye ijaazat humein de do to dikhla de tumko humein tumse mohabbat meherbaan hai kitni ye ijaazat humein de do to dikhla de tumko humein tumse mohabbat meherbaan hai kitni kaha to pehle bhi phir aaj kehte hain tumhi humari manzil ho yaaron ne mujhko bulaaya jaan hatheli pe le aaya waqt koi bhi tha main aaya maine waada nibhaaya honthon pe dua hardum ye rahi tere ek ghum pe sau khushiyaan meri hon nisaar roshan hai tumse hi meri raatein mere din tum hi ho chand suraj mere har safar ke roshan hai tumse hi meri raatein mere din tum hi ho chand suraj mere har safar ke kaha to pehle bhi phir aaj kehte hain tumhi humari manzil ho
ghum pe dhool daalo oo oo keh kahaa lagaa lo o o are kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ghum pe dhool daalo keh kahaa lagaa lo kaanton ki dagaria zindagaani hai tum jo muskuraa do raajdhani hai ye honth sukhe sukhe ye baal rukhe rukhe bolo chhayi udaasi kyun yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti are yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti nadi geet gaaye aye aye jharna gungunaaye aye aye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na nadi geet gaaye jharna gungunaaye koi geet tum bhi saath gaa do na deep ek raah par jala do na are hawaa sidhi sidhi saanjh phiri phiri dekho samaa suhana kaisa yaaron yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti humse udhar le lo masti are hasti ka naam tandurusti yaaron nilaam karo susti aankh na churao na churao ruth kar
yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa tum laher ho hawa ho keh do saare jahan se ke hum chal pade rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa deewaarein kitaabein sikhaayegi hum ko kya humne to seekhi hai dhadkanon se adaa hum to panchhi aasmaan ke rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na hey signal hai jeene ka muskuraao naa heh hey hey hey hey hey hey hey hey yeh rat na phir ugalna yeh padhaai hai ek saza yeh saazish hai yaaron hum ko sab hai pata apni thokar mein hai manzil rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok sako to rok lo rok lo yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa yaaron sun lo dil ki gungunaao na signal hai jeene ka muskuraao naa tum laher ho hawa ho keh do saare jahan se ke hum chal
yahaan ab kya rehna yahaan ab kya rehna kisi se kya kehna chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan jab tak hai zindgaani sun dukh ki har kahaani sun dukh ki har kahaani har aansu ganga jal hai samjhe ye kaun gyaani samjhe ye kaun gyaani man tarse chal ghar se kahe pyaasi teri aatma chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin tera saathi hain sab dhan ke samjhe dukh na tere koi man ke koi man ke matlab ke sab hain tere yaar yahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan man ke hain khel saare man se insaan haare man se insaan haare dhunde man pyaar jaa kar har ghar har dwaare dwaare har ghar har dwaare dwaare raah chale path na mile chahe aayen bhale andhiyaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan chal de wahaan tujhko mile pyaar jahaan hoo hooo koi nahin tera saathi hain sab dhan ke koi nahin
yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai yunhi duniyaan badalti hai issi kaa naam duniyaa hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai tadapne bhi nahin deti humen majbooriyaan apni tadapne bhi nahin deti humen majbooriyaan apni muhabbat karne waalon ka tadpna kisne dekha hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai bade armaan se waadon ne dil mein ghar basaaya tha badeee armaaaaan se waadon ne dil mein ghar basaaya tha wo din jab yaad aate hain kalejaa munh ko aata hai yahaan badla wafaa ka bewafaayi ke siwaa kya hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat mein bhi dhokha hai yunhi duniyaan badalti hai issi kaa naam duniyaa hai kabhi sukh hai kabhi dukh hai abhi kya tha abhi kya hai muhabbat kar ke bhi dekha muhabbat
yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana bole ye hey bandhu tose behti nadi kehti yahi uthati ghataa chalti hawaa gaati yahi gaana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana bole ye hey bandhu tose jal ki lehar kal ho kahaan kis ko khabar bole yahi saanson ka taraana koi ho nahin yahaan kisi ka thikaana yahaan bandhu aate ko hai jaana koi ho yahaan bandhu aate ko hai jaana
wo sikandar hi doston kehlaata hai haari baazi ko jeetnaa jise aata hai niklenge maidaan mein jiss din hum jhoom ke dharti dolegi ye kadam choom ke hey niklenge maidaan mein jiss din hum jhoom ke dharti dolegi ye kadam choom ke wo sikandar hi doston kehlaata hai jo sab karte hain yaaro wo kyun hum tum karen yunhi kasrat karte karte kaahen ko hum mare ghar waalon se teacher se bhala hum kyun daren yahaan ke hum sikandar chaahen to rakh len sabko apni jeb ke andar are hum se bach ke rehna meri jaan nahin samjhe hain wo humen to kya jaata hai haari baazi ko jeetna humen aata hai ye galiyaan apni ye raste apne kaun aayega apne aage hey raahon mein humse takraayega jo hat jaayega wo ghabraa ke yahaan ke hum sikandar chaahen to rakh len sabko apni jeb ke andar are humse panga mat lena meri jaan nahin samjhe hain wo humen to kya jaata hai haari baazi ko jeetna humen aata hai ye bholi bhaali matwaali pariyaan jo hain ab daulat pe qurbaan jab kimat dil ki ye samjhengi to
yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon main jo hoon bas wohi hoon main jo hoon bas wohi hoon yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon kahaan shaam o saher yeh kahaan din raat mere bahut ruswaa huye hain yahaan jazbaat mere nayi tahzeeb hai yeh naya hai yeh zamaana magar main aadmi hoon wohi sadiyon purana main kya janoon yeh baatein zara insaaf karna meri gustaakhiyon ko khudara maaf karna yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon teri baahon mein dekhoon sanam gairon ki baahein main laaunga kahan se bhala aisi nighaahein yeh koi raks hoga koi dastoor hoga mujhe dastoor aisa kahaan manjoor hoga bhala kaise ye mera lahoo ho jaaye paani main kaise bhool jaaun main hoon hindustaani yahaan main ajnabee hoon yahaan main ajnabee hoon mujhe bhi hai shikaayat tujhe bhi to gilaa hai yahi shikwe humaari muhabbat ka sila hai kabhi magrib se mashrik mila hai jo milega jahaan ka phool hai jo wahi pe woh khilega tere oonche mehal mein nahin mera
yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate ulfat mein hai mitna reet meri pinjre mein tadapti preet meri panghat pe pahunch kar pyaasa hoon kya haar meri kya jeet meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate dil bhara bhara pyaase hain nain hain paas magar mushkil hai milan panchhi hain akela suna sa man aankhon mein nami hai dil mein jalan taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate taqdeer mein kaisi raat meri taqdeer mein kaisi raat meri na sote kate na rote kate yahaan raat kisi ki rote kate ya chain se sote sote kate
yahaan wahaan jahaan tahaan mat poocho kahan kahan hai santoshi maa apni santoshi maa apni santoshi maa jal mein bhi thal mein bhi chal mein achal mein bhi atal vital mein bhi maa apni santoshi maa apni santoshi maa badi anokhi chamatkarni yeh apni maai raai ko parvat kar sakti parvat ko raai dwaar khula darbaar khula hai aao bahen bhai iske dar par kabhi daya ki kami nahin aayi pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare turant kamaal kare maa apni santoshi maa apni santoshi maa is amba mein jagdamba mein gazab ki hai shakti chinta mein dhoobe hue logo karlo iski bhakti apna jeewan saunp do isko paa lo re mukti sukh sampti ki daata yeh maa kya nahin kar sakti bigadi banane wali dukhde mitane wali bigadi banane wali dukhde mitane wali kasht hatane wali maa apni santoshi maa apni santoshi maa gauri sut ganpati ki beti yeh hai badi bholi dekh dekh kar iska mukhda har ek disha doli aao re bhakto yeh maata hai sab ki hamjoli jo
yahaan wahaan jahaan tahaan mat puchho kahaan kahaan hai santoshi maa apni santoshi maa apni santoshi maa jal mein bhi thal mein bhi chal mein achal mein bhi atal vital mein bhi maa apni santoshi maa apni santoshi maa badi anokhi chamatkaarni ye apni maayi raai ko parvat kar sakti parvat ko raai dwaar khula darbaar khula hai aao behan bhaai iske dar par kabhi daya ki kami nahin aayi pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare pal mein nihaal kare dukh ka nikaal kare turat kamaal kare maa apni santoshi maa apni santoshi maa is amba mein jagdamba mein gajab ki hai shakti chinta mein doobe huye logo kar lo iski bhakti apna jeevan sounp do isko paa lo re mukti sukh sampati ki daata ye maa kya nahin kar sakti bigdi banaane waali dukhde mitaane waali bigdi banaane waali dukhde mitaane waali kast hataane waali maa apni santoshi maa apni santoshi maa gauri sut ganpati ki beti ye hai badi bholi dekh dekh kar iska mukhda har ik disha doli aao re bhakto ye maata hai sabki
yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jaye gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan mera dil tha hasin mera dil tha jawan liya kisne chura gaya haaye kahan kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hamen apni khabar kahan dil hai tera kahan tera jigar yahan khud hi nahin hame apni khabar mat haye karo mera naak mein dam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahan dekh liya wahan dekh liya nahin haye kahin mere dil ka pata chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada chalo theek hua tali sar se bala aji jaan bachi karo shukar ada aisa na kaho tumhe meri kasam yahan hum wahan tum mera dil hua hai gum bolo kahaan aji yahaan bolo kahaan aji yahaan yahin hum yahin tum kahin ho na jayen gum bolo kahaan are yahaan bolo kahaan are yahaan
yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa lalalaa lalaa lalaa lalalaa lalaa lalaa janam janam se andhera thaa meri raahon mein ye baat kab thi bhalaa madabhari fizaaon mein sabaa bahaar ke dole mein tumko laayi hai ke aaj saari khudaai hai meri baanhon mein chalaa gayaa ghum ka wo andheraa milan hua pyaar ka sunehraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa yahi hai wo saanjh aur saveraa jiske liye tadpe hum saaraa jeevan bhar yahi hai wo saanjh aur saveraa tumhin chhupe the meri zindagi ke darpan mein tumhaara pyaar sametaa hai apne daaman mein jale hain pyaar ke deepak bana dhuan kaajal khile hain phool tamanna ke dil ke aangan mein mila mujhe saath sang tera chamak uthaa ab naseeb
tera banega woh jo tera nahin hai aye dil bata kyun tujhko itna yakeen hai mere dil e beqaraar haan dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haaye yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya khaabon mein koi kyun hai yun rehta aye dil tu kyun mujhse hai yeh kehta woh mera rasta bhi hai aur woh hi manzil woh mera saagar bhi hai aur woh hi saahil kaisi bata yeh betaabiyaan hai hum chalte chalte aaye kahaan hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya sunta hoon main teri yeh daastaan simtegi ik din to yeh dooriyaan umeed tune aye dil khoyi nahin hai teri zid pe mere aye dil sad aafree hai kyun yeh junoon hai kya justzoo hai aakhir tujhe kyun yeh aarzoo hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya
insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara naye jagat mein hua purana unch neech ka kissa sab ko mile mehnat ke mutabik apna apna hissa sabke liye sukh ka barabar ho banthwaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara har ek mehal se kaho ki jhopadiyon mein diye jalaaye chhoton aur badon mein ab koi fark nahin reh jaaye iss dharti par ho pyaar ka ghar ghar ujiyaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara insaan ka insaan se ho bhaichaara yahi paighaam humara yahi paighaam humara
yahin kahin jiyara hamaar hey goriya gum ho gawa re yahin kahin jiyara hamaar hey goriya gum ho gawa re jiya bina jina bekaar ee ka julm hoyi gawa re yahin kahin jiyara hamaar hey goriya gum ho gawa re dekha tujhe nain huye banwre ooo hooo banwre ooo hooo banwre main bhi to kho gayi hoon sanwre ooo hooo sanwre hmm hmm sanwre chaal teri chanchal jyun nadiya ki dhara mera saagar teri baahon ka kinara main teri main teri lajwanti naar aur tu balam hoyi gawa re oye hoye yahin kahin jiyara hamaar hey goriya gum ho gawa re oooo hooo ooo hooo ooo hooo ooo hooo hmm hmm hmm hmm aaahhaaa rab hamre saath tu jo saath re oooo oohoo saath re oooo oohoo saath re lab pe tere hamri hi baat re oooo oohoo baat re oooo oohoo baat re ee duniya ka sab kuchh ik tujh mein hi paya mangun main to jab tu jeewan mein aaya laaj tune laaj tune rakh li hamaar hamra duja janam hoyi gawa re hoooooo yahin kahin jiyara hamaar hey goriya gum ho gawa re baitha rahun anchra ki chanv re ooohooo chanv re
are yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak dil se mil milke dil khil jata hai yak bayak humne jo socha tha dil ne jo chaha tha are humne jo socha tha dil ne jo chaha tha wahi mila aaj yaka yak achanak hey yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak apne jawaan dil pe humein kal tak bada naaz tha kal tak mere dil ke liye yeh ishq ek raaz tha is ishq mein haa dil haar ke haa kya yaar humko mila haa haa yeh haar bhi haye haye kya haar hai haye is haar pe hum fida dil pe naya vaar hua yaar mila pyaar hua dil pe naya vaar huya yaar mila pyaar hua maar gayi teri ek jhalak achanak hey yak bayak yak bayak koi kahin mil jata hai yak bayak aankhon mein thi khawabon mein thi barson se surat teri humko bhi thi dil ko bhi thi kab se zarurat teri muddat se hum tarse sanam aa ab toh lag ja gale ab dor yeh ahaa yun hi chale oye hoye yeh raat ab naa dhale are jhuki jhuki nazar uthi nazar uthi aise mili jhuki jhuki
yakeen kar lo mujhe muhabbat hai tum se tum se yakeen kar lo mujhe muhabbat hai tum se tum se meri ye duniyaa haseen jannat hai tum se tum se meri ye duniyaa haseen jannat hai tum se tum se tumhaari tasveer hai nazar mein charaag jaise ho rehguzar mein tumhaari yaadein mera sahaara udaas jeevan ke har safar mein tumhaari tasveer hai nazar mein charaag jaise ho rehguzar mein tumhaari yaadein mera sahaara udaas jeevan ke har safar mein dagar dagar par suhaani rangat hai tum se tum se yakeen kar lo mujhe muhabbat hai tum se tum se siva tumhaare na koi apna hamesha dekha tumhaara sapna kitaabein dil par likhi huyi hain tumhaari chaahat ki ek rachna siva tumhaare na koi apna hamesha dekha tumhaara sapna kitaabein dil par likhi huyi hain tumhaari chaahat ki ek rachna meri kahaani bas ik haqiqat hai tum se tum se yakeen kar lo mujhe muhabbat hai tum se tum se meri ye duniyaa haseen jannat hai tum se tum se meri ye duniyaa haseen jannat hai tum se tum se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yaaro Surat Hamari Ujala (1959) 04:09 19852
 
Poster of Ujala (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Rajkumar
Duration : 04:09   Song Number : 19852   

Yaaron Ki Tamanna Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:16 36541
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sapna
Duration : 04:16   Song Number : 36541   

Yaaron Ne Mujhko Bulaaya Unees Bees (1980) 05:28 36985
 
Poster of Unees Bees (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:28   Song Number : 36985   

Yaaron Nilaam Karo Prem Pujari (1970) 04:26 13982
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:26   Song Number : 13982   

Yaaron Sun Lo Rok Sako To Rok Lo (2004) 05:11 14461
 
Poster of Rok Sako To Rok Lo (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Yash Pandit, Manjari Fadnis
Duration : 05:11   Song Number : 14461   

Yahaan Ab Kya Rehna Annadata (1972) 04:50 16799
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 04:50   Song Number : 16799   

Yahaan Badla Wafaa Jugnu (1947) 05:19 13462
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Noor Jahan
Duration : 05:19   Song Number : 13462   

Yahaan Bandhu Aate Ko Hai Jaana 36 Ghante (1974) 03:49 39220
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:49   Song Number : 39220   

Yahaan Ke Hum Sikandar Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992) 05:31 13454
 
Poster of Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Aamir Khan
Duration : 05:31   Song Number : 13454   

Yahaan Main Ajnabee Hoon Jab Jab Phool Khile (1965) 05:16 13393
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 13393   

Yahaan Raat Kisi Ki Rote Kate Jai Bhawani (1961) 04:08 37064
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jayshree Gadker, Manhar Desai
Duration : 04:08   Song Number : 37064   

Yahaan Wahaan Jai Santoshi Maa (2006) 05:29 32950
 
Poster of Jai Santoshi Maa (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Kanan Kaushal, Indumati, Ashish Kumar
Duration : 05:29   Song Number : 32950   

Yahaan Wahaan Jahaan Jai Santoshi Maa (1975) 05:34 40172
 
Poster of Jai Santoshi Maa (1975)
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:34   Song Number : 40172   

Yahan Hum Wahan Tum Shrimati 420 (1956) 03:12 36620
 
Poster of Shrimati 420 (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Om Puri, Johny Walker, Meena, Meena Shori
Duration : 03:12   Song Number : 36620   

Yahi Hai Wo Saanjh Aur Savera Sanjh Aur Savera (1964) 04:01 16472
 
Poster of Sanjh Aur Savera (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:01   Song Number : 16472   

Yahi Hota Pyaar Namastey London (2007) 06:24 11154
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 06:24   Song Number : 11154   

Yahi Paighaam Humara Paigham (1959) 02:35 13896
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Pradeep
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 02:35   Song Number : 13896   

Yahin Kahin Jiyara Hamaar Khudgarz (1987) 05:37 36856
 
Poster of Khudgarz (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Nitin Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Duration : 05:37   Song Number : 36856   

Yak Bayak Koi Nahin Katilon Ke Kaatil (1981) 05:17 37449
 
Poster of Katilon Ke Kaatil (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:17   Song Number : 37449   

Yakeen Kar Lo Mujhe Yakeen (1969) 03:27 14422
 
Poster of Yakeen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:27   Song Number : 14422